- SHUBHAMGAURHELP.COM

SHUBHAMGAURHELP.COM

SHUBHAMGAURHELP.com

About Me

test banner

Home Top Ad


Monday, 12 February 2018

SHUBHAM GAUR -         Image result for windows 7 install kare laptop                              WINDOWN 7 KAISE INSTALL KARE computer ya laptop par windows ko install karna bahut jaruri hai. Computer par windows ko install karne ki bahut sari karon hoti hain, aagar aapke computer slow ho jati hai ya aapke computer par virus hota hai tab aapko Computer format karna padta hai aur naya windows install karn padti hain. Lekin aagar aap nahi jante hai ki computer par kaise windows install karte hai to aap iss post ko dekhiye aur follow kare is post me Windows 7 kaise install karte hai us ke bare me sab kuch bataya hain. To dosto chaliye suru karte hain.




Windows 7 Install karne ke liye kya kya jarurat hai?

Windows 7 ke koibhi Install File
Bootable pendrive Ya Windows 7 ke DVD.
Aagar laptop ho to ussme full battery charge kare.

Windows 7 Computer Ya Laptop Par Iinstall Kiase Kare ?


Pahle aap niche se Windows 7 ko download kare ussko DVD ya Pendrive par Bootable kar lijiye. Download or Bootable karne ke liye niche ki post dekhiye.

 Read: Windows 7 Download KareWindows 7, 8,10 Ke Liye Bootable Pendrive

Step 1. Aabhi Aapne Bootable Pendrive ya DVD ko Aaapne Computer ya Laptop par enter kare usske bad Computer ko Restart kare. Restart karne ke baad Keyboard se F2 Ya Esc Ya Delete Button ko press kare. Aapke computer motherboard ke hisab se key ko press karna hai, dekhiye display par show hoga kon sa key press karna hoga install karne keiye. Key ko press karne ke bad niche ki screenshot ki traha ek window khulega is ko load hone tak rukh na hoga.




Step 2. Windows loading hone tak rukh na hoga windows load ho jane ke bad dekhiye ek window khulega is option se aap sirf Language ko selete karke "English" ko selete kar dijiye.




Step 4. Upar se English ko selete karke Next button par click kare, Us ke baad aap "Install Now" button par press kariye.




Step 4. Aabhi "i  I accept the license terms" button par click karke us option ko selete kijiye uske bad "Next" par click kare.




Step 5. Next button par press karne ke baad aabhi "Custom (advanced)" Par press kare.




Step 6. Upar ke option ko selete karne ke baad aap C drive ko selete kare, Is liye agar aapke hard drive "Partitioning" nahi hain to pahle Partitioning kariye usske bad Drive ko selete kijiye.




Step 7. Next button par click kare dekhiye Windows Install Start ho jayega.




Step 8. Install Complete hone ke baad apne aap Restart hoga restart hone ke baad aap ka naam add kare is option se.




Step 9. Aabhi aap agar Password dena chahte hai to password de sakte hai or agar nahi dena chahate hai to Next button par click karke Skip kijiye uske bad agar Product Key mangte hain to Product ki add kijiye dekhiye windows disk ya internet me search kare or nahi mangte hain to koi baat nahi. (aagar product key aapke pass nahi hai to aap sirf NEXT par click kare).




Step 10. Iss option se aap sirf "Ask me later" button par click kare.




Step 11. Aabhi aap iss option se koibhi ek option ko selete kijiye aapke hisab se idhar aapko WORK, PUBLIC, HOME three option milega koibhi ek ko selete kare. ( Public ko select kare).




Dosto hogaya Windows 7 ko aapke computer ya laptop par install karne ka kam windows 7, 8, 10 install karne ka prokriya ek hi hain same tips follow karke aap 8, 10 ko bhi install kar sakti hai. (phir is blog par aapko windows 10 aur 8 install tips bhi milega aap search kare).

No comments:

Post a Comment