- SHUBHAMGAURHELP.COM

SHUBHAMGAURHELP.COM

SHUBHAMGAURHELP.com

About Me

test banner

Home Top Ad


Monday, 12 February 2018

SHUBHAM GAUR - 
Windows computer Laptop Ke Liye Keyboard Shortcut Key


1. F1 = Kuch bhi help ke liye aap aapne computer keyboard se F1 key ko press kariya aapko help box mil jayega.

2. F2 = Agar aap kisibhi File ya Folder ko Rename karna chahate ho to aap pahle usko select kare uske bad F2 Key ko press kare Rename ho jayega.

3. F3 = Koi bhi file ya folder ko agar aap khoj na chahate hai to aap is key ke istemal kare.

4. F4 = Is ka kaam hai kisi bhi file ko dusre jaga Move karna.

5. F5 = Computer Refresh karne ke liye aap is shortcut key ko use kare.

6. F10 = Menu bar start karne ke liye is key ka istemal kare.

7. CTRL+C = Agar aap kuch bhi copy karna chahate ho to is key ko ek sath press kare.

8. CTRL+X = Koi bhi file folder ko cut karne ke liye is ke ko istemal kare.

9. CTRL+V = Copy file ko Paste karne ke liye is key ko ek sath press kare.

10. CTRL+Z = Delete file ko Undo karne ke liye is key ki istemal kare.

11. CTRL+B = Word ko bold karne ke liye is shortcut key ko use kijiye.

12. CTRL+U = Word ko Under Line karne liye is key ko use kare.

13. CTRL+Esc = Start menu pe jane ke liye is key ko use kare.

14. CTRL+SHIFT+Esc = Task manager pe jane ke liye is key ko use kare.

15. CTRL+TAB = Browser ya kisi bhi window ke new Tab open karne ke liye.

16. CTRL+A = Text ko ek sath ya file ko ek sath select karne ke liye is ko use kare.

17. SHIFT+DELETE = File ya Folder ko computer se delete karne ke liye.

18. Home = Is button ko use karne aap Back to top ke kam kar sakte hai.

19. ALT=F4 = Program ko off karne ke liye.

20. ALT+TAB = Sare program ko ek sath dekhne ke liye is key ko ek sath press karke hold kare.

21. Windows+L = Computer ko lock karne ke liye.

22. Windows+ M = Sare program ko minimize karne ke liye.

23. Windows+F= File ya fir folder ko search karne ke liye.

24. Windows+R = Run ko open karne ke liye.

25. Windows+U =  Ease of Access Center open karne ke liye.

26. Windows+SHIFT+M = Restore minimized windows.

27. CTRL+ = Zoom karne ke liye.

28. CTRL- = Zoom out karne ke liye.

29. Print Screen = Computer screenshot le ne ke liye.

30. CTRL+P = Print karne ke liye isko use kare.

31. CTRL+S = File ko save karne ke liye use kare.

32. CTRL+F = Search karne ke liye use kare.

33. CTRL+N = New Tab open karne ke liye isko use kare.

Dosto upar mene kuch top kam ke keyboard shortcut key aap logo ke sath share kiya hai. Agar aapko accha laga ya fir aapke kam aya hai to jorur post ko aapne dosto ke sath share kare.

Koibhi problem hoto niche comment karke bataye hum aap ko jorur help karenge. PLz post ko share kare.

No comments:

Post a Comment